Main Hoon Tera Khayal Hai Aur Chand Raat Hai

::: Syed Wasi Shah :::

Main Hoon Tera Khayal Hai Aur Chand Raat Hai - Syed Wasi Shah Poetry
Main Hoon Tera Khayal Hai Aur Chand Raat Hai - Syed Wasi Shah Poetry
Main Hun Tera Khayal Hai Aur Chand Rat Hai - Syed Wasi Shah Poetry

Main Hun Tera Khayal Hai Aur Chand Rat Hai Poetry lyrics are narrated by Usmaan Wahid, and lyrics are penned by Syed Wasi Shah. This video is production of Khawab Darichy.
main hun tera khayal hai aur chand rat hai dil dard se nidhaal hai aur chand rat hai *** ankhon mein chubh gaien teri yadon ki kirchiyan kandhon pe gham ki shaal hai aur chand rat hai *** dil tor ke khamoush nazaron ka kya mila shabnam ka yeh sawaal hai aur chand rat hai *** campus ki neher par hai tera khath khath mein mausam bi la-zawaal hai aur chand rat hai *** har ik kali ne orh lia matami libaas har phool pur malal hai aur chand rat hai *** meri to por por mein khushbu si bas gayi us par tera khayal hai aur chand rat hai *** chalka sa par raha hai "wasi" wahshaton ka rang har chez pe zawaal hai aur chand rat hai


میں ہوں ترا خیال ہے اور چاند رات ہے 

دل درد سے نڈھال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

آنکھوں میں چبھ گئیں تری یادوں کی کرچیاں 

کاندھوں پہ غم کی شال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

دل توڑ کے خموش نظاروں کا کیا ملا 

شبنم کا یہ سوال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

پھر تتلیاں سی اڑنے لگیں دشت خواب میں 

پھر خواہش وصال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

کیمپس کی نہر پر ہے ترا ہاتھ ہاتھ میں 

موسم بھی لا زوال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

ہر اک کلی نے اوڑھ لیا ماتمی لباس 

ہر پھول پر ملال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

میری تو پور پور میں خوشبو سی بس گئی 

اس پر ترا خیال ہے اور چاند رات ہے 

*** 

چھلکا سا پڑ رہا ہے وصیؔ وحشتوں کا رنگ 

ہر چیز پہ زوال ہے اور چاند رات ہے 


Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.

Previous Post Next Post